October 11, 2024

I got bills, mard kay alag hotay qaiday

agar kamatay nahin to mard ho tum kaye kay

February 08, 2024

toofan laakhon chupay hain

aankhain barasti nahin

kuch bhi kaho

hansti nahin

barasti nahin

us kay bina

hansti nahin

barasti nahin


maana kay mushkil hain raahain

saathi bhi koi nahin

chalna to hay

rukna kahin

mumkin nahin


meray dil tu hay musafir

zindagi ek safar hay

kia janoon teri manzil

hay kahaan