toofan laakhon chupay hain
aankhain barasti nahin
kuch bhi kaho
hansti nahin
barasti nahin
us kay bina
hansti nahin
barasti nahin
maana kay mushkil hain raahain
saathi bhi koi nahin
chalna to hay
rukna kahin
mumkin nahin
meray dil tu hay musafir
zindagi ek safar hay
kia janoon teri manzil
hay kahaan