June 27, 2006

Tum chupa na sako gi main woh raaz hoon
Tum bhula na sako gi woh andaaz hoon
Goonjta hoon dil main to hairan ho kyon
Main tumharay hi dil ki to awaaz hoon
Sun sako to suno, dharkanon ki zubaan

Main hi main ab tumharay khayaalon main hoon
Main jawabon main hoon main sawaalon main hoon
Main tumharay her ek khwab main hoon basa
Main tumhari nazar kay ujaalon main hoon
Dekhti ho mujhay dekhti ho jahaan

No comments: